1947 ko hind-pak azaad hua
kuch ghar aabad to bhaut kuch barbad hua
ek desh sone ki chidiya bana
to ek bana aatankiyo ka adda.
ek ghum aaya mangal, chandrama par
to ek abhi tak hindustan pr atka
shaadi diwali par fuk dete hum barud itna,
uske desh mai iska bhandar jitna.
jinda fukne ki bat karta h wo
murda jalana to unmai dum nahi,
samghate hai phele methi boli se hum
warna goli, or gali deni mai.
hindustan ka bacha-bacha kam nahi.